Recipe of Favorite Beef Yakhni Pulao

The Place For Over 10.000 Delicious Recipes For Your Complete Cooking Guide

Beef Yakhni Pulao.

Beef Yakhni Pulao You can cook Beef Yakhni Pulao using 20 ingredients and 16 steps. Here is how you achieve it.

Ingredients of Beef Yakhni Pulao

  1. You need 1 Kg of beef.
  2. It's 1 Kg of rice.
  3. You need 1/2 cup of dahi.
  4. It's 8-10 of green chilli.
  5. Prepare of piyaz 4 adad.
  6. You need 1 of lehsan.
  7. Prepare 1 piece of adrak.
  8. Prepare 2 Tbsp of podina.
  9. You need 1 Tbsp of zeera.
  10. It's 1 Tbsp of sookha dhania.
  11. You need 1 Tbsp of sonf.
  12. It's 1/2 Tsp of ajwain.
  13. It's 1 Tbsp of kali mirch.
  14. It's of barri Elaichi 3 adad.
  15. It's of daar chini 2 tukrey.
  16. Prepare 2-3 of badiyan phool.
  17. It's 2 Tbsp of namak.
  18. You need of pani 1 jug.
  19. It's 1 pinch of zarda colur.
  20. You need of ghee as required.

Beef Yakhni Pulao step by step

  1. Pressure mein gosht pani aur sabut garam masala daalen..
  2. 2 adad piyaz, lehsan aur adrak ka tukra add karein..
  3. 30 mint tak slow flame par rakh dein..
  4. Gosht gal jaye to yakhni drain kar lein..
  5. Gosht nikal kar aik plate mein rakh lein..
  6. Piyaz cut karein hari mirchon ko koot lein..
  7. Pateeli mein ghee daal kar piyaz ko light brown kar lein aur sth he us mein gosht ko fry kar lein..
  8. Phr is mein hari mirchen add karein aur sth he dahi bhi shamil karein..
  9. Achi tarah masala sa bhoon lein..
  10. Chawal daalen aur sth he jitni zaroort ho yakhni shamil karein..
  11. Cover kar dein 10 mint ke liye..
  12. Piyaz ko alag pan mein thorra brown kar lein..
  13. Jab dam deney lgen to green chilli podiney ke patey zarda coulr daalen..
  14. Piyaz jo alag se brown ki thi wo add karein..
  15. Dam de dein 15 mint tak..
  16. Mazedar beef yakhni pulao ready hai..