Recipe of Quick Mutton Yakhni Pulao,

The Place For Over 10.000 Delicious Recipes For Your Complete Cooking Guide

Mutton Yakhni Pulao,.

Mutton Yakhni Pulao, You can have Mutton Yakhni Pulao, using 11 ingredients and 4 steps. Here is how you achieve that.

Ingredients of Mutton Yakhni Pulao,

  1. Prepare 1 kg of Mutton:.
  2. Prepare 1 kg of chawal:.
  3. It's of pyaaz: 2 adaad.
  4. You need of Tamatar: 2 se 3 adaad.
  5. You need of Hari mirchi: 8 se 10.
  6. Prepare 4 tbsp of Sukha dhaniya:.
  7. Prepare of kali Mirchi: 6 se 7.
  8. Prepare of Lehsan: 2 ghatti sabut.
  9. You need 2 sticks of Daar cheeni:.
  10. You need of Adraak: 1 tukra mota kaat le.
  11. It's of Namak: Hasb-e-zarrorat.

Mutton Yakhni Pulao, instructions

  1. Pehle ghost ko dho kar usme 2 pyaaz, 2 se 3 tamatar mote mote kaat ke daal dai, 8 se 10 hari mirche bech se cut laga kar, sabut dhaniya 4tbsp, 6 se 7 sabut kali mirche, lehsan 2 ghatti sabut dho ke, adraak ka aik tukra mota mota kaat kar r namak hasb-e-zaiqa r daar cheeni 2 se 3 sticks daal kar yakhni bana lain..
  2. Ghost gal jai toh ghost ko yakhni sai nikaal lai r pher aik pan me 1/cup oil daal kar 2 pyaaz slice me kaat ke light brown kar le pher lehsaan ko yakhni se nikaal kar hath se ache tarha daba kar nikal le r pyaaz ke sath daal kar thora sa pakai, pher ghost ko daal kar ache tarha fry karein, jab ghost fry hojai toh usme 2 se 3 tamatar, 7 se 8 hari mirchi r agr national pulao masala han toh aik 1tbsp dal ke,zeera,sabut garam masala,namak hasb-e-zarrorat dal ke masala bhoon lain..
  3. Ab agr 1kg me 4 glass chawal hain toh 7 glass yakhni ghost me daal dain, pani me boil ajai toh bhegi hue chawal se pani nikaal kar chawal daal dain or darmiyani anch par paknay dain, jab yakhni sukh jai toh 20-25 min halki anch par dum per rakh dain..
  4. Spicy Mutton Yakhani Pulao Tayar hai..