Simple Way to Prepare Homemade Khousey Khaosuey Khaowsuey

The Place For Over 10.000 Delicious Recipes For Your Complete Cooking Guide

Khousey Khaosuey Khaowsuey.

Khousey Khaosuey Khaowsuey You can have Khousey Khaosuey Khaowsuey using 23 ingredients and 5 steps. Here is how you cook it.

Ingredients of Khousey Khaosuey Khaowsuey

  1. It's 1 kg of Beef bonless boti.
  2. Prepare 1 pack of spegetthi450gm.
  3. You need 750 g of dahi.
  4. You need 125 g of besan.
  5. It's 1 tbsp of Haldi.
  6. Prepare of Salt as per taste.
  7. Prepare 2 packs of coconut milk powder.
  8. It's 2 tbsp of ginger galic paste.
  9. You need 1/2 of oil.
  10. You need 2 cups of fried onion.
  11. It's 2 tbsp of adrak julian.
  12. Prepare 3 of lemons.
  13. You need of Papri.
  14. You need 2 packs of slims chips.
  15. You need 1 cup of curd dahi.
  16. It's 2 tbsp of dry coriander.
  17. Prepare 350 g of dahi for qorma.
  18. It's 1 pack of spaghetti.
  19. It's 1.5 kg of beef minced.
  20. You need 1 cup of fried onion.
  21. You need of Sookha dhaniya as per requirement.
  22. It's 1 tbsp of red chilli.
  23. You need 2 tbsp of garam masala.

Khousey Khaosuey Khaowsuey instructions

  1. Sub se pehle dahi ko bassan ke sa 3se 4 water mein beat kar lein or 2 pac coconut milk powder bhi add kar dein ahi tara mix kar ke iko chuleh pe charah dein sath mein is meinhaldi namak lal mirch or curry leave mila dein or josh ane pe halki anch kar dein or dhakan dhak dein or pakne dein 2 ghante ke lie..
  2. Ab ek pot mein oil ko achi tarah garam karein or bareek lache dar onion kat ker us mein add ker k fry karein jub golden brown crisp ho jae to is stainer mein nikal lein. Ab bache hue oil mein gg paste add karein or jub sundhi sundhi khushbu ae to dhula hua gosht shamil ker dein. Or colour change hone tak fry karien phir is mein 1 and half cup shamil kardein or galne tak pakne halaki anch pe jub gosht ka pani dry ho jae or gosht gal jae to is mein lal mirch,dhania haldi, namak or pisa garam masal.
  3. 1 khule mun ke bartan mein taqreeban 15 se 20 glass pani boiled karein jub josh ajae to is mein spegetti dal dein or boiled hone pe is thande pani mein do dafa nikal pani nikal kar halka sa oil se Grease kar lein.
  4. Masala add kar bhoonlein or sath mein is mein fried crispy onion chura ki huiadd karein or 15 mint du. Pe rakh dein jub oil upre ajae to is mein kewra or adrak bareek kati hui shamil kar ke 5 min ke baad chullah band kar dein..
  5. Ab at last tamam garnish ready kar lein and step by step is ko garnish kerte jaen and ready to eat..